Thursday, 17 October 2019

Kya Khoob Lagti Ho-Dharmatmaa Lyrics

Song: Kya Khoob Lagti Ho- Dharmatmaa.


M: Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho.. 
     Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho.. 

 F: Phir se kaho..kehte raho.. achchha lagta hai..
   Jeevan ka. har sapna.. ab sachcha lagta hai.. 

M: Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho.. 
     Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho.. 


F: Taareef karoge.. kab tak.. bolo kab tak.. 
M: Mere seene mein.. saans rahegi.. jab tak..
F: Kab tak main rahoongi mann mein, 
     haan.. mann mein..
M: Sooraj hoga.. jab tak.. neele gagan mein..
F: Phir se kaho..kehte raho..achchha lagta hai..
    Jeevan ka har sapna..ab sachcha lagta hai.. 

M: O..kya khoob lagti ho.. badi sundar dikhti ho..
 Tum pyaar se pyaari ho.. tum jaan hamaari ho.. 

F: Oh oh..
M: oh oh..

M: Khush ho na mujhe tum paakar..
     mujhe paakar..
F: Pyaase dil ko.. aaj mila hai.. saagar..
M: Kya dil-mein hai..aur-tamanna..
      hai tamanna.. 
F: Har jeevan mein.. tum mere hi.. banna.. 
M: Phir se kaho.. kehti raho..achchha lagta hai.. 
F: Jeevan ka har sapna.. ab sachcha lagta hai..
M: O..kya khoob lagti ho..badi sundar dikhti ho.. 
F: Tum pyaar se.. pyaare ho.. 
M: Tum jaan . hamaari ho..
F: Tum pyaar se.. pyaare ho... 
M: Tum jaan... hamaari ho...

M&F: 
 hm hm hm hm hm, mm hm hm hm hm hm hm..

No comments:

Post a Comment